Doston aap sabhi ka swagat hai hamare is blog mai, agar aap bhii Affiliate Marketing se paise kamana chahta hai toh aap bilkul sahi jagah par aaye hai aapko is blog mai saare cheeze btayi gayi hai jinhe follow karkar aap affiliiate marketing ke duara mahine ke lakho kama sakte hai. Aap mobile phone ya laptop aapke paas jo bhi ho aap usse affiliate marketing shuru karb sakte hai..
Aap student hai ya fir aap job karte hai chahe koi bhi affiliate marketing se paise kama sakte hai jo aap apni side hustle income ke liya bhot aacha option hai.
एफिलिएट मार्केटिंग से पैसे कैसे कमाए | Affiliate Marketing se paise kaise kamaye
Doston agar aap bhi Affiliate Marketing se paise kamana chahta hai toh aapke liya mai aaj kaafi saare tareeka laya hu, aur aap sabhi steps ko thik se follow karenga toh aap bhi affiliate marketing ke through mahine ke lakho rupay kama sakte hai.
Aaj ke time mai affiliate marketing ka kaafi scope hai aur aane vaale time mai bhi aur kitne log affiliate marketing ke duara hi kitna paisa kama raha hai.
Affiliate Marketing kya hai ?
Doston jaise ki affiliate marketing ke naam se hi pta hai chal raha hai ki isme aapko sales ka kaam karna hoga, isme kisi aur ke products, services, courses ko online sells karane se commision se paise kamane ka ek tareeka hai.
Sell karvane par usme se aapko kuch commision milega usse hi affiliate marketing kehta hai. Har company apna ek affiliate program chlati hai jisse company aur affiliate marketer dono ko faayda hota hai, aur commision product ke hisab se alag alag hota hai kisi par jyaada percent ka commision milta hai toh kisi par kam.
Affiliate Marketing kaam kaise karta hai ?
Affiliate Maketing jab kaam karta jab aap kisi Affiliate Program ko join karta hai aur aapko unke products sell karvane hote hai, aaj ke samay mai bhot saare affiliate programs hai jinhe aap join kar sakte hai.
Affiliate Marketing kaise start karein?
Aapko affiliate marketing start karne ke liya neeche step by step btaya hai –
- Aapko shuru karne ke liya sabse pehle Ek Affiliate Program ko join karna hai. Aap kuch inme se choose kar sakte hai- Amazon Affiliate, Flipkart Affiliate, Meesho Affiliate, Clickbank, etc.
- Doston ab aapko Affiliate programe join karne ke liya aapko niche choose karni hogi, matlab jis category ke product aap sell karvana chahta hai aur niche choose karne ke baad aapko join hojana hai.
- Join karne ke baad aapko apni category se related Product choose karna hai.
- Itna karne ke baad doston aapko product ke link ko copy karke aap apne social media platform ke through bhi sell kara sakte hai.
- Aur Product ko sell karate hi aapko usme se commision mil jaygaa, commision ka percent product ke upar depend karta hai.
Amazon se Affiliate Marketing Kaise Karein ?
Aapko phle ye pta hona chaiya ki Amazon Affiliate Program hai kya – Amazon Affiliate Program mai aapke liya bilkul free hai jisme aap product ke link create karein aur unhe promote karein.
Amazon online product sko sell karne ke liya ke jaana jaata hai, aap apni category se related products ko search karein aur unke links genrate karke aap unhe sell karvay.
Amazon Affiliate Marketing kaise start karein ?
- Aap sabse pehle Amazon Associates par apna account create karein, aur agar aapke paas koi youtube channel, website, Facebook page, social media platform etc hona chaiya jhaa par aap product ko promote kar paye.
- Uske baad doston aapko amazon par products search karne hai jis bhi category mai aap karna chahta hai, aur uska link generate karne ke baad aapko usse promote karna hai.
- Aur jab aapke link se audience us product purchase karegi toh aapko har ek sell se commision mlilega, aur jaise jaise aapki sells badhti rahegi toh aapke earning kaafi aachi hojaygi.
Isse aapko ye pta chalgya hoga doston ki Amazon se Affiliate Marketing kaise start karein aur usse paise kaise kamaye.
Flipkart se Affiliate Marketing Kaise Karein ?
Agar aap Flipkart ke through affiliate marketing karna chahta hai doston, ye bhi ek aacha option rahega aapko affiliate marketing start karne ke liya. Aur ye bhi Amazon affiliate program ki tarah hi hai.
Flipkart Affiliate Marketing kaise start karein ?
- Aapko Flipkart affiliate marketing shuru karne ke liya sabse pehle Flipkart Affiliate Program par jaakr registration karna hoga.
- Uske baad aapko vaha se apni category se related product ko choose karna hai, jiske baad aap us product ka link generate karein.
- Fir aap us link ko apne social ,media ya website par jaakr promote karein, uskii sells se aapko commision milega.
Aap is tarah se Flipkart Affiliate Program ko join karke paisa kama sakte hai.
Meesho se Affiliate Marketing Kaise Karein ?
Aap sabhi ko Meesho ke baare mai pta hoga ye online products ke liya ek badhiya platform hai, aur doston ye bhi apna Affiliate program chlati hai jisko Meesho Affiliate Program kehta hai.
Apko agar meesho aacha lagta hai toh aap isse bhi start kar sakte hai. Ye bhi Amazon aur Flipkart ki tarah hi hai aapko inke product sell karvane par commision milta hai.
Meesho Affiliate Program kaise start karein ?
- Meesho affiliate marketing karne ke liya aapko sabse pehle Meesho ke affiliate program par register karna hai.
- Uske baad aapko apni category se related Product hunt karna hai, Aur uska Link generate karane ke baad aapko usse apne social media, youtube ya website par promote karna hai.
- Aur jab aapke Link se audience product ko purchase karne lagegi aapko usme se har ek sell mai se commision milega.
Doston aap is tarah se Meesho Affiliate Program shuru karke paise kama sakte hai.
Clickbank se Affiliate Marketing Kaise Karein ?
Clickbank affiliate marketing ke ek bhot professional platform hai, aap clickbank ke products, services ko Internationally sell kara sakte hai. Aur isme aapke paas products bhi kaafi saare hai.
Aur ye bhi ek free platform hi hai jisme aap products ko sell karake paise kama sakte hai, aur aapko commission product ke hisab se milega.
Clickbank Affiliate Marketing kaise start karein ?
- Doston Aapko Clickbank se Affiliate Marketing karne ke liya sabse pehle Clickbank Affiliate program par register karna hai.
- Aapko clickbank par kaafi saare products aur services milegi aap inme se vo product choose jisko aap aacha se review kar paye usse aapke sells aachi aane lagegi.
- Uske baad aap link generate karke usse promote kar sakte hain.
Doston aapko ab samaj aagya hoga ki affiliate marketing kaise karte hai aur isse paise kaise kamaye jaate hai aap in steps ko follow karke paise kama sakte hai.
Affiliate Marketing karne ke platforms
1. INSTAGRAM
Doston aaj ke samay mai Instagram app chlane waali kaafi audience hai, iske saath hi aapke liya affiliate marketing se paise kamane ka ek aacha option hai. instagram se paise kamane ke tareeka-
- Aapko Instagram par ek professional account create karna hai, jis bhi category ke product aap promote karate hai usse related account setup karein.
- Account create karne ke baad aap video ke duara product ka review dekar ya product ke baare ,mai btakar sell kara sakte hai, aur account ki reach increase karein aur uspr regular content upload karte raha.
- Jiske baad aapke paas sells aani shuru hojayngi jisse aapki earning shuru hojaygii.
Abhi toh aap ko Instagram se Affiliate marketing ke duara paise kamana btaya.
2. PINTEREST
Pinterest affiliate marketing ke liya ek aacha option hai, isse paise kamane ke steps-
- Aapko Pinterest par apni category ke hisab se account create karna hai.
- Firr aap account par regular content share karein.
- Aur jaise hi aapke content par audience ka traffic aane lagega tab aap apne account par Affiliate ko join karle, jiske baad aapki sells generate hone lagegi.
- Firr aap apni earning shuru kar paynge.
Doston ye aapko Pinterest se affiliate marketing ke duara paise kama sakte hain.
3. YOUTUBE
Doston youtube par aap affiliate marketing se paise kama sakte hai, steps-
- Aapko sabse pehle youtube par apna ek channel create karna hai, aur usee category se related product ke baare mai jaankaari share karein.
- Uske baad aapko video ke description mai product ka link share kar sakte hai.
- Jo bhii aapke link se product ko purchase karega, toh uska aapko commission milega.
Aap is tarah se Youtube ke through affiliate marketing se paise kama sakte hai.
4. FACEBOOK
Facebook bhii affiliate marketing karne ke liya aacha hai, ye bhii Instagram ki tarah hi hai facebook affiliate karne ke steps-
- Doston sabse pehle aapko facebook par ek professional account create karna hai.
- Uske baad aapko us par content upload karna hoga, aur consistency ke saath kaam kate rhna hai.
- Aap vaha par bhi product ke baare mai jaankari dekar ya fr template bnakr post karte rhna hai.
- Aur aap content ke saath description mai product ka link ko daale.
- Jab aapka paas aachi audience aane lagegi toh aapki sells start hone lagegi jisse aap commision ke through paisa kama sakte hai.
Aap in steps ko follow karke Facebook se affiliate marketing ke duara paisa kama sakte hai.
5. BLOGGING
Agar aapko Content likhna aacha lagta hai ya firr aap ek blogger hai toh aap iske duara Affiliate Marketing kar sakte hai, Blogging se affiliate marketing shuru karne ke liya steps-
- Doston agar aap naye hai toh blogging start karne ke liyaa aapko aapko sabse pehle aap apni category choose karke ek website create karein, jiske liya aapko Hosting aur domain purchase karna hai.
- Aur agar aap blogger toh aapke liya aacha option hai.
- Uske baad aapko keyword research karke unke upar blog likhna hai.
- Iske saath aapko article ke beech mai kahi par bhi affiliate link lagana hai.
- Jab aapki website rank karne lag jaygi tab aapka link se sells hone lagegi jiske commision se aapko earning hogi.
Aapko isme btaya hai ki Blogging se Affiliate Marketing ke duara paise kaise kamate hai. Aur doston, Blogging ke duara affiliate marketing karna ek bhot option hai isme aap apna carrier bhi bana sakte hai.
Affiliate Marketing ke 5 Faayde
- Doston aapke liya affiliate marketing shuru karna asaan hai, aur aapko isme time ke saath saath growth bhi dikhne lagegi jisse aapko affiliate ko karne mai interest bhi aane lagega.
- Firr Jaise jaise aapka kaam badhne lagega jab aapko isme paisa kamana ki koi limit nahi hai aap isme mahine ke lakho bhi kama sakte hai aur din ke bhi.
- Aur doston is kaam ko aap kisi bhi time kar sakte ho, aur aap phone se bhi kar sakte hai.
- Affiliate Marketing mai aapko risk bhi nahi lena hoga itna bas aapko regular work karte jaana hai.
- Aapko affiliate marketing mai customer ko sabhalne ki zaroorat nahi hai.
Bina paise ke Affiliate Marketing kaise shuru karein ?
Doston aapko jitne bhi tareeka btaya hai vo sab se free hai aur aap inke duara Affiliate Marketing se paisa kama sakte hai, lekin agar blogging ke through start karna chahta hai to aapko website karni hogi.
Aapko inme se jo bhi aacha lga ya aapka jisme interest ho usme start karein aur aapko regular content upload karte rhna hai jisse aapki reach badhe aur aapke paas audience aane lage. Aur agar aapke paas social media par already audience hai toh aap affiliate marketing se asaani se paisa kama sakte hai.